People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 5 *

Yehi Hai Mere Sapno Ka Sansar
Singer: Ratna Gupta
Music: Hemant Kumar
Album: Ferry(1954)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ferry/Yehi-Hai-Mere-Sapnon-Ka
yahi hai mere sapno ka sansar
yahi hai mere sapno ka sansar
choti si ye dunia meri
choti si ye dunia meri
chota sa ghar baar
yahi hai mere sapno ka sansar
yahi hai mere sapno ka sansar

andhiyari ankho ki jyoti
yahi hai mera hira moti
andhiyari ankho ki jyoti
yahi hai mera hira moti
chote se is phul se mera
chote se is phul se mera
mahak raha gulzar
yahi hai mere sapno ka sansar
yahi hai mere sapno ka sansar

bekal man ka chain ye mukhda
takti rahu din rain ye mukhda
takti rahu din rain ye mukhda
bekal man ka chain ye mukhda
takti rahu din rain ye mukhda
yahi mere man ki shobha
yahi mere man ki shobha yahi mera singar
yahi hai mere sapno ka sansar
yahi hai mere sapno ka sansar

choti si ye dunia meri
choti si ye dunia meri chota sa ghar baar
yahi hai mere sapno ka sansar
yahi hai mere sapno ka sansar
Rangilee Chhabili Rani Nindiya
Singer: Geeta Dutt
Music: Hemant Kumar
Album: Ferry(1954)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ferry/Rangilee-Chhabili-Rani-
rangili rangili chabili rani nindiya
aa mere raja ki ankhiyo me aa
rangili rangili chabili rani nindiya
aa mere raja ki ankhiyo me aa
aaja ri lekar sapne suhane
sukh ke jamane
aaja ri lekar sapne suhane
sukh ke jamane
rangili rangili chabili rani nindiya
aa mere raja ki ankhiyo me aa
Nao Badha Le Majhi Zor Laga Le
Singer: Hemant Kumar
Music: Hemant Kumar
Album: Ferry(1954)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ferry/Nao-Badha-Le-Majhi-Zor-
o majhi re naav badha le jor laga le
o bhaiya o bhaiya o bhaiya o bhaiya
naav badhale majhi jor lagale majhi ho
o bhaiya o bhaiya o bhaiya o bhaiya
naav badhale majhi jor lagale majhi ho

badal garje bijli kadke nayya ram hawale
naav badhale majhi jor lagale majhi ho
naav badhale majhi jor lagale majhi ho

ek safar hai ek jindgani re majhi re majhi re
aaj suhani kal tufani ye jindgani
sachi dhun hai jo manjil ki dekh na pag le chhale
naav badhale majhi jor lagale majhi ho
naav badhale majhi jor lagale majhi ho

aasman ka dekh ishara lahar lahar me chupa kinara
dekh ishara aasman ka dekh ishara
lahar lahar me chupa kinara dekh ishara
chamkega suraj bhi ek din kab tak badal kale
naav badhale majhi jor lagale majhi ho
naav badhale majhi jor lagale majhi ho
Na Ro Ae Rone Wale
Singer: Geeta Dutt
Music: Hemant Kumar
Album: Ferry(1954)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ferry/Na-Ro-Ae-Ronewale/Jiw8A
na ro aye rone wale na ro aye rone wale
is tarah rone se kya hasil
ye dil ke dag dam bhar ke liye
dhone se kya hasil na ro aye rone wale
is tarah rone se kya hasil
ye dii ke dag dam bhar ke liye
dhone se kya hasil na ro aye rone wale

lagi dil ki nahi bujhti kabhi aankho ke pani se
lagi dil ki nahi bujhti kabhi aankho ke pani se
kabhi aankho ke pani se ruke to rok le aasu
ruke to rok le aasu inhe khone se kya hasil
na ro aye rone wale is tarah rone se kya hasil
ye din ke dag dam bhar ke liye
dhone se kya hasil na ro aye rone wale

rahe na jab chaman me hum bahar to kya aayi
rahe na jab chaman me hum
bahar to kya aayi bahar to kya aayi
ghata chayi hui barkha ghata chayi hui barkha
magar hone se kya hasil na ro aye rone wale
is tarah rone se kya hasil
ye din ke dag dam bhar ke liye
dhone se kya hasil na ro aye rone wale
Chal Diya Dil Mera Todke
Music: Madan Mohan
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fifty-Fifty/Chal-Diya-Dil-Mer
chal diya dil meraa tod ke
yu akela mujhe chhod ke
yad rakhna magar bewafa
tujhko bhulega naa dil meraa

puchhti hai tamanna meri
kyon basayi thi duniya meri
kyon banaya tha woh aashiya
aaj uthta hai jis se dhuan
dil naa samajhe yeh teri ada
dil naa samajhe yeh teri ada
yad rakhna magar bewafa
tujhko bhulega naa dil meraa

sochta hai yeh dil kya hua
raat par din kaa dhokha hua
phul le kar yeh kante diye
kyon sitamagar sitam yeh kiye
chahe mujhko tu jitna bhula
yad rakhna magar bewafa
tujhko bhulega naa dil meraa

chal diya dil meraa tod ke
yu akela mujhe chhod ke
yad rakhna magar bewafa
tujhko bhulega naa dil meraa
chal diya dil meraa tod ke tod ke